Song: Sargoshi
Album: Amit Sahni Ki List
Star Cast: Vir Das, Vega Tamotia, Kavi Shastri, Anindita Nayar etc.
Singer: Anirudh Bhola, Palak Muchhal
Music: Palash Muchhal
Lyrics: Palak Muchhal
Music on: Zee Music
Song Length: 2:55 Min
Sargoshi Lyrics
[Palak Muchhal starts Sargoshi song]
Teri aankhon mein hi khud ko paoon
Tere khwaabon mein hi doob jaoon
Teri saanson mein main jhilmilaoon
Tujh pe hi sab kuchh vaari jaoon
Tu hai to sau manzilein hain
Tanhayi mein mehfilein hain
Hothon pe mere bas duayein hain teri
Roshan hai tujhse hi shab meri
Kaisi behoshi hai, kyun yeh madhoshi hai
Bin bole aankhon ki, kaisi sargoshi hai
Kaisi behoshi hai, kyun yeh madhoshi hai
Bin bole aankhon ki, kaisi sargoshi hai
Tujhse mil ke yeh jana hai
Zindagi kaise hansti hai
Tu meri saanson ki dua..
Leti hoon main teri saansein
Nazrein teri meri aankhein
Tu meri dhadkan ki zabaan..
Tu hai to sau manzilein hain
Tanhayi mein mehfilein hain
Hothon pe mere bas duayein hain teri
Roshan hai tujhse hi shab meri
Kaisi behoshi hai, kyun yeh madhoshi hai
Bin bole aankhon ki, kaisi sargoshi hai
Kaisi behoshi hai, kyun yeh madhoshi hai
Bin bole aankhon ki, kaisi sargoshi hai
Aa.. ho.. ha.. ho.. ha...
No comments:
Post a Comment